Har Kisam Ki Bandish Ka Ilaj

Har Kisam Ki Bandish Ka ilaj ,” Aksar bachiyon aur bachon ke rishte sirf isi wajah se tay nahin ho patay keh woh dushmanon aur hasadon ki janib se sakht qisam ki bandish ka shikar hote hain. Har tarah ki bandish aur rukawat door karne ke liye te amal lawajab aur teer ba’hadaf hai.

Amal Ye Hai:

Baad namaz-e-fajar 1 martaba Surah Al-Muzammil, 4 Qul 3 martaba aur Ayat-ul-Kursi 11 baar parh kar pani par dam kar ke larki / larkay ko pilayain aur usi pani se hath munh dhulayain. Awal aur Akhir 11 baar Darood Sharif parhain.
Insha’Allah is amal ko 11 rooz karne se har kisam ki bandish khatam ho jaye gi.

note: Is amal ki ijazat aam hai.
note: dam shuda pani zameen par na giray, kisi kayari wagera main daal dain.

Shadi Wazifa In Urdu
Please follow and like us:

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *