Shohar Ki Narazgi Khatam Karne Ka Wazifa

Shohar Ki Narazgi Khatam Karne Ka Wazifa ,” Aaj hum ye wazifa hamari un bahano ke liye lekar aaye hai jiske shohar unse naraz hai yaa phir jisne shohar apni biwi se narazgi rakhte hai unse achi tarah se baat nahi karte aur choti choti baaton ko lekar ladai jhagra karte hai aur apni biwi se naraz rahte hai aur shohar ki narazgi biwi kabhi bhi bardast nahi kar skti isliye agar aapke shohar aapse naraz hai yaa aapke shohar kisi baat ko lekar aapse khafa hai yaa phir aapke shohar apne dil me aapke liye narazgi or nafrat rakhte hai toh aapko chahiye ke aap shohar ki narazgi khatam karne ka wazifa karen. ye wazifa bhut hi taqatwar aur asardaar hai. Is wazifa ki madad se aap apne shohar ki narazgi aur nafrat ko khatam kar skti hai aur unke dil me mohabbat paida kar skti hai.

Relative Post – Miya Biwi Me Mohabbat Badhane Ka Taqatwar Amal

Kisi Ki Narazgi Khatam Karne Ka Amal

Jisse hum pyar karte hai agar wo humse ruth jaye yaa kisi wajah se naraz ho jaye toh bhut takleef hoti hai bhut dard hota hai aur ye takleef wahi janta hai jo kisi se pyar karta hai kyunki jisse hum pyar karte hai uski narazgi aur nafarat hum bardast nahi kar skte hai agar wo humse kisi wajah se naraz ho jaye to kahi bhi man nahi lagta sari duniya viraan lagti hai aur uske bina kuch acha nahi lgta aisa lgta hai jaise hum khatam ho gaya hai isliye agar koi aapse naraz ho jaye toh use jald se jald mana lena chahiye. agar aapka bhi koi dost yaa mehboob yaa koi shaksh naraz ho gya hai aur aap chahte hai ke uski narazgi khatam ho jaye toh aap niche diya gaya Narazgi Khatam Karne Ka Amal karen. ye amal kisi ki bhi narazgi ko khatam karne ke liye 100% asardaar aur kamyaab hai is amal ki madad se aap narazgi khatam karke mohabbat paida kar skte hai.

Boyfrind Ki Narazgi Khatam Karne Ka Wazifa

Agar aapka boyfriend yaa aapka mehboob aapse kisi baat ko lekar naraz ho gaya hai yaa phir aapka boyfriend aapse jhagra karke aapse door ho gya hai aapse ruth gaya hai aur aapse baat nahi kar raha hai toh aapko chahiye ke aap Boyfriend Ki Narazgi Khatam Karne Ka Wazifa karen. ye wazifa aapke boyfriend ki narazgi ko khatam kar dega aur aapka bofriend khud chalkar aapko phone karega aapse baat karega.

Narazgi Khatam Karne Ka Amal In Hindi :-

  • Ye wazifa aap kisi bhi munasib din aur kisi bhi munasib waqt parhna shuru kar sakte hain.
  • Sab Se Awal Achhe Tareeqe Se Wuzu Bana Lijiye.
  • Koi Si Bhi Durood-e-Pak Jo Aapko Yaad Ho, (3) Martaba Parhiye.
  • Phir ALLAH Ta’ala Ka Mubarak Naam, “Yaa Maniyu” Ek Hazar Ek (1001) Martaba Parhiye.
  • Phir Asmaye Ilahi “Yaa ALLAHU Yaa Rahmaanu Yaa Raheemu” Ek Hazar (1000) Martaba Parhiye. In Teeno Asmaye Ilahi Ko Ek Sath Mila Kar Parhna Hai. Alag-Alag Nahi Parhna Hai
  • Aakhir Me Phir Wahi Durood-e-Pak Jo Shuru Me Parhi Thi, Phir Se Teen (3) Martaba parhiye.
  • Amal Pura Hone Ke Baad ALLAH Ta’ala Se Naraz Shaksh Ki Narazgi Khatam Hone Ke Liye Dil Se Dua Kijiye.
  • Is Amal Ki Apne 11 Din Tak Karna Hai
  • Insha ALLAH, bohat jald Apke Shohar Yaa Mehboob Ki Narazgi Khatam Ho Jayegi Aur Uske Dil Me Apke Liye Mohabbat Paida Ho Jayegi, Ameen.
  • Ghaur Talab: Khawateen Ye Wazifa Haiz/Maahwari/Ayyaam Me Bhi Parh Sakti Hain.

Narazgi Khatam Karne Ka Wazifa aapko 11 din tak karna hai agar iska asar naa dikhe toh aap is wazifa ko 21 din tak kare. InshaAllah aapko jaroor kamyabi hasil hogi. meri aapse guzarish hai ke is post ko share kare taki meri aur bhi bahne is wazife ka fayda utha sake aur apne naraz shohar ko razi kar sake

Please follow and like us:

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *