Mohabbat Ka Kamyab Amal

Mohabbat Ka Kamyab Amal Main zarur khush khabri sab. Apni pasand ki shadi karna yaqinan har ek shakhs chahta hoga. Aur jiski ho jayeg to wo kyukar na khush hoga. Lekin usse pahle ek behad zaruri bat par ap behen aur bhaiyon ko ghaur-o-fikr karna zaruri hai.

Muhabbat aur pasand ki shadi ke side effects mu’ashre mein bahot zaydah fail rahe hai. Deen se ghafil naujavan peeri ho rahi hai aur muhabbat ko ek naya maqam de diya gaya hai. Main sab se guzarish karna chahunga ke muhabbat sirf dating ka nam nahi hai. Naujawan ladka aur ladkiyan ek dusre ki taraf khich jate hai jo ki umr ka taqazah hai.

Yaqinan sahi zindagi sirf milne-milane mein ya fir ke ghumne firne mein nahi hai balki isse kayi zyadah karvi hai. See Muslim Dating Outcome Islamic Prayer Own Consent Marriage here.

Mohabbat Ka Kamyab Amal

Yahi guzarish karunga ke apni aankhon, hathon aur tamam jism ke hisso ko apne qabu mein karein. Aur kisi bhi tarah haram rishta na banayein. Aj ke is naye daur mein muhabbat ka matlab sirf jismani reh gaya hai. Aj ap ham logon ko dekh-dekh unki naqal mein khush ho rahe hai. Girl friend aur boy friend ka rishta jo ki sakht haram hai uspar tawajjoh dene lag gaye hai. Lekin kya ye sahi hai? ji nahi.

Aurat puri ki puri satar hai. Jabb wah nikalti hai to shaitan ise achha haseen-o-jameer karke dikhata hai. Bas ke ladke yahi sab fitna harkaton fir mubtilah ho jate hai. Aur fir shuru hota hai haram rishta aur zinah khori.

Chhoti aur safgoyi bat yahi hai ke apne zahen ko pakizgi se rakhiye. Chahe wo ladka ho ya fir ke ladki. Agar waqayi apne kisi shakhs ko dekh liya hai. Ghalti se aur ap muhabbat kar bethen hai to beshaq unse apne nikah ke liye istikhara kijiye. Agar ye apke haq mein aye. ALLAH se du’a kiya kijiye ke unhe aapke nasib mein likh dein. Aur unke sath nikah mein bandh de. Lekin qatayi haram kamon mein mubtila na hoye unke sath.

Musalman ke aish-o-ayyashi masti maze ke liye ye duniyan nahi paidah ki. Musalman ki jannat barzakh ke paar hai yahani nahi.

 

Please follow and like us:

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *